Best 135+ Friend Shayari in Hindi 2025

Friend Shayari in Hindi

Friendship is a precious bond that makes life beautiful. When we want to express our feelings for our friends in words, Friend Shayari in Hindi is a wonderful way to do so. This poetry not only touches the heart but also enhances the sweetness of friendship. In this article, we will share some special and heartfelt shayari related to friendship that will make your bond even stronger.

Friend Shayari in Hindi

Friend Shayari in Hindi
Friend Shayari in Hindi

तू मुझे भूल जाएगा तब भी मैं तुझे याद करूंगा
दोस्त हु मैं तेरा खुद से पहले तेरे लिए दुआ करूंगा !

Tuu mujhe bhool jaayega tab bhi main tujhe yaad karunga,
Dost hoon main tera, khud se pehle tere liye dua karunga..!

Friend Shayari in Hindi
Shayari Friend in Hindi

बहुत सारे लोग जिंदगी में आते और जाते हैं,
सच्चे दोस्त याद रखते हैं और बाकी भूल जाते हैं।

Bahut saare log zindagi mein aate aur jaate hain,
Sacche dost yaad rakhte hain aur baaki bhool jaate hain..!!!

Friend Shayari in Hindi
Shayari Friend in Hindi

प्यार मोहब्बत तो हम भी करते है,
लेकिन अपने जिगरी यार से..!!!

Pyar mohabbat to hum bhi karte hai,
Lekin apne jigri yaar se..!!!

Friend Shayari in Hindi
Shayari Friend in Hindi

लकीरे तो हमारी भी बहुत खास है,
तभी तो तुम्हारे जैसे दोस्त
हमारे पास है।

Lakeere to hamari bhi bahut khaas hai,
Tabhi to tumhare jaise dost
Hamare paas hai.

Friend Shayari in Hindi
Shayari Friend in Hindi

दोस्त हालत बदलने वाले रखो
हालात के साथ बदलने वाले नही

Dost haalat badalne wale rakho,
Halaat ke saath badalne wale nahi.

Best Friend Shayari in Hindi

Best Friend Shayari in Hindi
Best Shayari Friend in Hindi

उसके हर ज़ख्म पे दिल निसार होता है,
जालिम कितना भी हो, यार तो यार होता है।

Us ke har zakhm pe dil nisar hota hai,
Zalim kitna bhi ho, yaar to yaar hota hai.

कभी ना छोड़ेंगे एक-दूसरे का साथ,
क्योंकि दोस्ती में होता है हमेशा सच्चा साथ।

Kabhi na chhodenge ek-doosre ka saath,
Kyunki dosti mein hota hai hamesha saccha saath.

Best Friend Shayari in Hindi
Best Friend Shayari in Hindi

दोस्ती ख्वाब है और ख्वाब की ताबीर भी है,
रिश्ता-ए-इश्क भी है याद की जंजीर भी है।

Dosti khwab hai aur khwab ki tabeer bhi hai,
Rishta-e-ishq bhi hai yaad ki zanjeer bhi hai.

कितनी कमाल की होती है ना दोस्ती,
वजन होती है लेकिन बोझ नहीं होती!

Kitni kamal ki hoti hai na dosti,
Wajan hoti hai lekin bojh nahi hoti!

दिए तो आँधी में भी जला करते हैं,
गुलाब तो काँटों में भी खिला करते हैं,
खुशनसीब बहुत होती है वो शाम,
जब दोस्त हमारा साथ हुआ करते हैं..!

Diye to aandhi mein bhi jala karte hain,
Gulab to kaanton mein bhi khila karte hain,
Khushnaseeb bahut hoti hai wo shaam,
Jab dost humara saath hua karte hain..!

Best Friend Shayari in English 2 Line

Friend Shayari in Hindi 2 Line
Best Friend Shayari in English 2 Line

हमारी दोस्ती एक-दूजे से ही पूरी है,
वरना रास्ते के बिना तो मंज़िल भी अधुरी है :!

Hamari dosti ek-dooje se hi poori hai,
Varna raste ke bina to manzil bhi adhuri hai!

दावे मोहब्बत के मुझे नहीं आते यारो, एक जान है जब दिल चाहे मांग लेना
दोस्ती गहरी हो तो जान की परवाह भी नहीं होती है।

Daave mohabbat ke mujhe nahi aate yaaro,
Ek jaan hai jab dil chahe maang lena.
Dosti gehri ho to jaan ki parwah bhi nahi hoti hai.

Friend Shayari in Hindi 2 Line
Best Friend Shayari in English 2 Line

तू मुझे भूल जाएगा तब भी मैं तुझे याद करूंगा
दोस्त हु मैं तेरा खुद से पहले तेरे लिए दुआ करूंगा !

Tu mujhe bhool jayega tab bhi main tujhe yaad karunga,
Dost hoon main tera, khud se pehle tere liye dua karunga!

मेरे दोस्तों की पहचान इतनी मुशिकल नहीं,
वो हँसना भूल जाते हैं मुझे रोता देखकर।

Mere doston ki pehchaan itni mushkil nahi,
Woh hansna bhool jaate hain mujhe rota dekhkar.”

दोस्त इंसान को सबसे ज्यादा करीब ले जाते
है क्योंकि साथ जो वो हमेशा निभाते है

“Dost insaan ko sabse zyada kareeb le jaate hain,
kyunki saath jo woh hamesha nibhaate hain.

Birthday Wishes for Friend Shayari in Hindi

Birthday Wishes for Friend Shayari in Hindi
Birthday Wishes for Shayari Friend in Hindi

उगताहुआ सूरज दुआ दे आपको,
खिलता हुआ फूल खुशबू दे आपको,
हम तो कुछ देने के काबिल नहीं है,
उपर वाला हज़ार खुशिया दे आपको।
Happy Birthday Dear Friend!

Ugta hua suraj dua de aapko,
Khilta hua phool khushbu de aapko,
Hum to kuch dene ke kabil nahi hai,
Upar wala hazar khushiyan de aapko.
Happy Birthday, Dear Friend!

Birthday Wishes for Friend Shayari in Hindi
Birthday Wishes for Shayari Friend in Hindi

मुझे जिंदगी में हर चीज़ मिल सकती है,
लेकिन तुझ जैसा दोस्त कभी नहीं मिलेगा। Happy Birthday, मेरी जान!

Mujhe zindagi mein har cheez mil sakti hai,
lekin tujh jaisa dost kabhi nahi milega. Happy Birthday, meri jaan!

आज का दिन बहुत ही सुहाना है
दोस्त के जन्मदिन का बहाना है
मेरी उमर भी लग जाए उसको
हजार साल ये दिन मनाना है ।।

Aaj ka din bahut hi suhaana hai,
Dost ke janmdin ka bahaana hai,
Meri umar bhi lag jaaye usko,
Hazaar saal ye din manaana hai!

Girl Best Friend Shayari in Hindi

Girl Best Friend Shayari in Hindi
Girl Best Shayari Friend in Hindi

आधी रात को उठकर तेरा ख्याल आया दोस्त,
अभी तो आधी रात और कटनी है मुझे..!!!

Aadhi raat ko uthkar tera khayal aaya dost,
Abhi to aadhi raat aur katni hai mujhe..!!!

“चुपचाप गुज़र गए थे ये लम्हे साथ,
मगर तेरी ख़ामोशी ने मचा दिया है तूफ़ान,
आज दिल बेचैन है, आँखें कर रही सवाल,
क्या सच में ख़त्म हो गया है तेरा मेरा प्यार?”

Chup chap guzar gaye the yeh lamhe saath,
Magar teri khamoshi ne macha diya hai toofaan,
Aaj dil bechain hai, aankhein kar rahi sawaal,
Kya sach mein khatam ho gaya hai tera mera afsaan

Girl Best Friend Shayari in Hindi
Girl Best Friend Shayari in Hindi

दिलो से दिलो की बाते होती है,
जब दोस्त मिलते है तो खूबसूरत बाते होती है ।

Dilon se dilo ki baatein hoti hain,
Jab dost milte hain to khoobsurat baatein hoti hain.”

सब कुछ हासिल कर लिया
अब तुझे हासिल करना है
सब कुछ है घर में बस
अब तुझे शामील करना है।

Sab kuch haasil kar liya
Abb tujhe haasil karna hai
Sab kuch hai ghar mee bas
Abb tujhe shaamil karna hai..!

ना किसी लड़की की चाहत ना ही पढ़ाई का जज्बा था
बस चार कमीने दोस्त थे और लास्ट बेंच पे कब्जा था !

Na kisi ladki ki chahat, na hi padhai ka jazba tha,
Bas char kamine dost the aur last bench pe kabza tha!

Miss You Friend Shayari in Hindi

Miss You Friend Shayari in Hindi
Miss You Shayari Friend in Hindi

“चाय की वो चुस्की अधूरी लगी,
जब दोस्तों की महफ़िल ना जमी।”

Chai ki wo chuski adhuri lagi,
Jab doston ki mehfil na lagi.”

हर मोड़ पर दोस्ती याद आई,
बेचैन सी रात गुज़र गई।

“Har mod par dosti yaad aayi,
Bechain si raat guzar gayi.”

Miss You Friend Shayari in Hindi
Miss You Friend Shayari in Hindi

हर पल याद तेरी सताती है,
दोस्ती की वो बातें रुलाती हैं।”

Har pal yaad teri satati hai,
Dosti ki wo batein rulati hai.

खाली पल में तेरी याद आती है,
दिल कहता है, बस एक बार फिर मिल पाती है।

Kabhi khali pal mein teri yaad aati hai,
Dil kehta hai, bas ek baar phir mil pati hai.

तेरे बिना हर हँसी भी उदास लगती है,
पुरानी बातें याद करके आँख नम हो जाती है।

Tere bina har hasi bhi udaas lagti hai,
Purani batein yaad karke aankh nam ho jati hai.

Sad Friend Shayari in Hindi

Sad Friend Shayari in Hindi
Sad Shayari Friend in Hindi

गम में वही शख्स रोता है
जो अपने बेहद करीबी दोस्त को खोता है !

Gham mein wahi shaks rota hai,
Jo apne behad kareebi dost ko khota hai!”

तुझमे और मुझमे फर्क है सिर्फ इतना,
तेरा कुछ कुछ हूँ मैं, और मेरा सब कुछ है तू।

Tujhme aur mujhme fark hai sirf itna,
Tera kuch kuch hoon main, aur mera sab kuch hai tu.

Sad Friend Shayari in Hindi
Sad Shayari Friend in Hindi

दोस्ती के रिश्ते में जो प्यार था,
अब वो बस धोखा और दर्द बन गया।

Dosti ke rishte mein jo pyaar tha,
Ab wo bas dhokha aur dard ban gaya.

हम को यारों ने याद भी न रखा,
‘जौन’ यारों के यार थे हम तो।

Hum ko yaaron ne yaad bhi na rakha,
Jaun’ yaaron ke yaar the hum to.

हमारी वजह से हमारे दोस्त रोयें हैं,
फिर मैं अपने आप को कैसे छोड़ दूँ।

Hamari wajah se hamare dost royen hain,
phir main apne aap ko kaise chhod doon.

Girl Friend Shayari in Hindi

Girl Friend Shayari in Hindi
Girl Friend Shayari in Hindi

बस एक बार मुझे देख ना ज़रा,
तू मेरी जान है, तू ही मेरी सबकी सज़ा.

Bas ek baar mujhe dekh na zara,
Tu meri jaan hai, tu hi meri sabki saza.

तेरा प्यार है मेरी ज़िन्दगी की ऊँचाई,
तेरे बिना हर पल है उदासी की गहराई.”

Tera pyar hai mera high point,
Bina tere har moment feels like a down point.

Girl Friend Shayari in Hindi
Girl Shayari Friend in Hindi

दिल चुरा लिया तूने एक नज़र में,
अब तू ही बता दे, कैसे जिएँ बिन तेरे हम?

Dil chura liya tune ek nazar mein,
Ab tu hi bata de, kaise jeeyein bin tere hum?

तेरे प्यार का ये नशा है आँखों में,
हर लम्हा तुझ में खो कर जीना है।

Tere pyar ka ye nasha hai ankho mein,
Har lamha tujhme kho kar jeena hai

Broken Friendship Fake Friend Shayari in Hindi

Broken Friendship Fake Friend Shayari in Hindi
Broken Friendship Fake Shayari Friend in Hindi

फेक दोस्त जो होते हैं,
हंसते-हंसते ही धोखा देते हैं।

Fake dost jo hote hain,
Hashte-haste hi dhokha dete hain.

तेरे फेक स्माइल के पीछे सच छुपा था,
जो मिला मुझे वो दर्द अब तक छुपा है।

Tere fake smile ke peeche sach chupa tha,
Jo mila mujhe wo dard ab tak chhupa hai.

Broken Friendship Fake Friend Shayari in Hindi
Broken Friendship Fake Shayari Friend in Hindi

दोस्ती का आईना टूट गया,
और अब दिल में बस एहसास छोड़ गया।

Dosti ka aaina tut gaya,
Aur ab dil mein bas ehsaas chhod gaya.

“वो दोस्त जो था कभी हमारा,
आज है तन्हा ये दिल उसी यार का फ़साना।”

Woh dost jo tha kabhi humara,
Aaj hai tanha ye dil usi yaar ka fasana.

क्या पता, दोस्त भी हो सकते हैं बेवफ़ा,
जिन्हें मानते थे अपना, वही हो गए खफ़ा।”

Kya pata, dost bhi ho sakte hain bewafa,
Jinhe maante the apna, wahi ho gaye khafa

Friend Shayari in Hindi Funny

Friend Shayari in Hindi Funny
Friend Shayari in Hindi Funny

“दोस्त हो यार तू मेरा पावर बैंक,
बैटरी लो हो जाए तो फिर चार्ज कर देता है।” 😄🔋

Dost ho yaar tu mera power bank,
Battery low ho jaaye to phir charge kare kaun?

दोस्ती में दिमाग की ज़रूरत नहीं होती,
बस तू और मैं, और हंसी की फुहारें होती हैं!

Dosti mein dimaag ki zaroorat nahi hoti,
Bas tu aur main, aur hasi ki phuhar hoti hain!

Friend Shayari in Hindi Funny
Shayari Friend in Hindi Funny

मेरे पास कमीनो की फ़ौज है,
तभी तो ज़िन्दगी में मौज है।

Mere paas kameeno ki fauj hai,
Tabhi to zindagi mein mauj hai.

“ना किसी लड़की की चाहत, ना ही पढ़ाई का जज़्बा था,
बस चार कमीने दोस्त थे और लास्ट बेंच पर क़ब्ज़ा था।”

Na Kisi Ladki Ki Chahat Na Hee Padhai Ka Jazba Tha
Bas Chaar Kamine Dost the Aur Last Bench Pe Kabza Tha.

My Best Friend Shayari in Hindi

My Best Friend Shayari in Hindi
My Best Friend Shayari in Hindi

आज फिर ज़िक्र जिगरी यार का आया है,
हँसते-मुस्कुराते पलों में, आँखों में पानी लाया है।”

Aaj Fir Zikr Jigri Yaar Ka Aaya HaiHanste
Muskurate Palo Mein Aankhon Mein Pani Laya Hai.

दोस्ती दर्द नहीं खुशियों की सौगात है,
किसी अपने का ज़िंदगी भर का साथ है,
ये तो दिलों का वो खूबसूरत एहसास है,
जिसके दम से रौशन ये सारी कायनात है।

“Dosti dard nahi khushiyon ki saugaat hai,
Kisi apne ka zindagi bhar ka saath hai.
Ye to dilon ka wo khoobsurat ehsaas hai,
Jiske dam se roshan ye saari kaaynaat hai.” ✨❤️

My Best Friend Shayari in Hindi
My Best Friend Shayari in Hindi

दोस्ती सच्ची होनी चाहिए पक्की तो,
सड़क भी होती है।

“Dosti sacchi honi chahiye,
Pakki to sadak bhi hoti hai!

लोगों के लिए कीमती है सोने-चांदी का संसार,
पर मेरे लिए तो सबसे बढ़कर है मेरा यार।

“Logon ke liye keemati hai sone-chandi ka sansar,
Par mere liye to sabse badhkar hai mera yaar.”

अंदाज़ हमे भी आते है नजर अंदाज करने के दोस्त,
मगर तू भी तकलीफ से गुजरे हमे मंजूर नहीं..!!!

Andaaz hume bhi aate hain nazar andaaz karne ke dost,
Magar tu bhi takleef se guzre, hume manzoor nahi..!!!

Frequently Asked Questions

Friend Shayari in Hindi comes from the heart and beautifully expresses the emotions of friendship.

Absolutely! These shayari make your friendship bond stronger.

No, it includes all emotions of friendship like happiness, sadness, memories, and fun.

Yes, you can write your own shayari by expressing your feelings in simple words.

Yes, these shayari are perfect for sharing on social media and your friends will surely like them.

My Last Words

Expressing the feelings of friendship in words is not easy, but Friend Shayari in Hindi beautifully conveys your emotions. Whether in moments of joy or sadness, shayari strengthens your bond. If you’re looking to make your bond even more special, especially with a close female friend, then shayari for best friend girl in Hindi is a perfect way to express your heartfelt feelings. Use these shayari for your friends and make your friendship even more special.

Would you like to share your favorite Friend Shayari in Hindi with us? Please write in the comments below and share this article with your friends!

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *